If you're seeing this message, it means we're having trouble loading external resources on our website.

If you're behind a web filter, please make sure that the domains *.kastatic.org and *.kasandbox.org are unblocked.

Main content

Taylor & Maclaurin polynomials intro (part 1)

A Taylor series is a clever way to approximate any function as a polynomial with an infinite number of terms. Each term of the Taylor polynomial comes from the function's derivatives at a single point. Created by Sal Khan.

Video transcript

Maine ek khudmukhtar function yahan banaya hai aur hum is ka andaaza lagayein ge hamein nahi maloom ke ye kia hai. Ek polynomial ko istemaal karke usmein terms barhaate jayeinge Magar ye karne ke liye hum ye farz kareinge ke hum iss function ko ZERO par andaza laga sakte hain taake ye hamein ek value de aur hum uss function ka derivative nikaal kar first, second, aur third aur uss se aage zero tak evaluate kar lein. Yahan hum ye farz kar rahe hain ke hamein maloom hai ke F(0) kya hai hum ye bhi farz kar rahe hain ke hamein maloom hai ke F'(0) kya hai, aur ye farz kar rahe hain ke uska doosra derivative zero hai. Hum farz karte hain ke hamein teesra derivative zero pe bhi pata hai. teesre derivative ko hum F prime prime at zero likheinge.